10-17-2014, 05:34 PM
Wafa ko naaz hai jis par usay Abbas(AS) kehte hein
Lagay jo Saani-e-Haider(AS) usay Abbas(AS) kehte hein
Alam patthar pe jo gaaray usay kehte hein sab Haider(AS)
Alam gaaray jo pani par usay Abbas(AS) kehte hein
|
Wafa ko naaz hai jis par usay Abbas(AS) kehte hein Lagay
|
|
« Next Oldest | Next Newest »
|