07-19-2014, 04:10 PM
Eid Ul Fitr Ghazal sms in Urdu July 2014
[B]Eid poetry sms,Eid sms 2014: Eid greetings, Eid messages, Eid sms, Eid ul fitr sms, Latest Eid sms, New sms of Eid Eid Ghazal sms
Ye Eid Tere Shehr Men Bhi Aai Hogi
Baray Naaz Se Tu Ne Manayi Hogi
Haseen Hath Pay Mehndi Bhi Lagai Hogi
Phir Tu Ne Mithayi Bhi Khayi Hogi
Humein Tu Surma Dalne Ki Fursat Nahi
Tu Ne Aankhain Apni Kajal Se Sajayi Hogi
Unhain Kia Ehsas Kisi Ki Khushiyoun Ka
Jinhon Ne Eid Wale Din Eid Manayi Hogi
download.jpg (Size: 6.29 KB / Downloads: 931)
Ab K Soch Rakha Hai Yun EID Manaon Ga
Dard Se Dil Tanhaiyun Se Ghar Sajaon Ga
Log Hain Muntazir Chaand K, Mujhe Intizaar Tumhara Hai
Logon Ki EID Chaand Se Main Tumein Dekh Kar EID Manaon Ga
Log Mil Kar Galay Muskuratay Hain
Main Bahon Mein kho Kar Teri Phir se Ashq Bahaon Ga
Ab To Aa Jao K Main Bhi EID Manna Lon
Tum Na Aaye To Main Yeh dunia Hi Chhor Jaon Ga,![/B]