11-08-2014, 11:36 PM
[h=3][/h]
Duniya Ki Mehfilon Say
Uktaa Gaya Houn Yaa Rabb
Keya Lutf Anjuman Ka
Jab Dil Hi Bujh Gaya Hou?.
Hussn-e-Kirdaar say Noor-e-Mujassim Ho Ja,
Kay iblees Bhi Tujhay Dehkay to Musalmaan Ho Jaey…..!
Na Thi Jab Apnay Haal Ki Khabar
Dekhtay Rahay Logon K Aib-o-Hunar
Parri Jab Apnay Gunahoon Par Nazar
To Nigah Mein Koi Aur Bura Na Raha.
Duniya Ki Mehfilon Say
Uktaa Gaya Houn Yaa Rabb
Keya Lutf Anjuman Ka
Jab Dil Hi Bujh Gaya Hou?.
Hussn-e-Kirdaar say Noor-e-Mujassim Ho Ja,
Kay iblees Bhi Tujhay Dehkay to Musalmaan Ho Jaey…..!
Na Thi Jab Apnay Haal Ki Khabar
Dekhtay Rahay Logon K Aib-o-Hunar
Parri Jab Apnay Gunahoon Par Nazar
To Nigah Mein Koi Aur Bura Na Raha.
