01-17-2013, 02:27 AM
22.jpg (Size: 20.32 KB / Downloads: 5,546)
Agar Ap 70 Saal Tak Khana-e-Kaba Ka Tawaf Kar Ke
Us Ki Sari Naikiyaan Apni Maa Ko Gift Karo
Phir Bhi Ap Us Aik Qatrey Ka Boujh Halka Nahi Kar Sakty
Jo ap ki Bad-Salooki Ki Wajha Se Ap ki Maa Ki Ankh Se Girta Hai
Apni Maa se Ounchi Awaz Main Baat Karne Wala
Donoo Jahaan Main Barbaad Hai.
