12-27-2014, 12:26 AM
Sajda e Tilawat aur Shaitan ki Shamat
Hadith: Jab Jab Aadmi Aayat se Sajdah parh kar Sajdah karta hy Shaitan hat jata hy aur ro ro kar kehta hy haey meri barbadi! Ibn e Aadam ko Sajdah ka Hukum hua us ne Sajdah kia is ke liye Jannat hy aur mujhe Hukum hua mene inkar kia mere liye dozakh hy.
[Sahih Muslim]
