06-25-2013, 01:44 AM
[B]
Aaj Q ye Aasmaan Sajaya Jaraha hai
Lagta hai koi Mehmaan Bulaya ja Raha hai
Jannat Mein Q khari hai Sajdaj k ye Sawari
Aisa kon hai Jis k liye fizao ko mehkaya Ja Raha hai
Kis ki hai Aamad aaj Aasmano k Sar Par
Bahot dair se Chand bhi Muskuraye ja Raha hai
Aaj Paighamber bhi Khare Saf Bandh k Intaizar e Imaam
Wo kon hai jo Paighambaro ko Namaz Parhane Aa Raha hai
Jab Pucha kisi Ne kon hai Wo Zaat Khuda Se
Khuda Ne Kaha Mera Mehboob MUHAMMAD (S.A.W) Aa Rha hai
[/B]