oh bhai meray girls ajj kal pilot bhi han. ab islam nay koi kam karnay say tu mana nahen keya girls ko. baki ajj kal pakistan main dekh lo aur apnay app ko bhi. hum kitna islam follow kar rahay han aur islam kay nam par kia kia gul khila rahay han.
Posts: 43
Threads: 2
Joined: Jul 2010
Xpert Wrote:oh bhai meray girls ajj kal pilot bhi han. ab islam nay koi kam karnay say tu mana nahen keya girls ko. baki ajj kal pakistan main dekh lo aur apnay app ko bhi. hum kitna islam follow kar rahay han aur islam kay nam par kia kia gul khila rahay han.
Oh right... tou app ka kehnay ka matlb hai ham jaisay hai aisay hi rehna chaiay...!! Great
[SIZE="4"]~*~At the Touch of Love Every one Becomes a Poet~*~[/SIZE]
khair jesay han wesay tu nahen reh saktay. time dynamic hai wesay hi insan bhi. baki kuch log stataic han. jo no compromise. Un say dosti rakhini chaheya achi baten tu sekhnay ko milen gi. yah aesi bat hai jis per behas hi ho sakti hai hasil kuch nahen hai. koi zaberdasti kisi ko burka yah cycle chalanay say nahen ruk sakata. because as islam says Deen main jabar nahen. Allah talah jisaay tufeeq deta hai who hi us ki taraf jata hai. Allah talah hum sab ko toufeeq dey.Ameen