06-25-2013, 02:16 AM
shabe.jpg (Size: 18.12 KB / Downloads: 640)
Aaj Raat Faisle Ki Ghari Hai
Kal Sab Ki Zindagi aur Moat Ka Faisla Ho Jaye Ga
Mujhe Nahi Malum K Mere Pas Kitna Waqt Reh Gaya Hai
Is
Lia Jane Anjane Me Mene Ap k Sath Zyadti Ki
Ya ap Dil Dukhaya ho
Us K Lia mei Mazrat Khawah Hun
Is Umeed Pr K Ap Mujhe Maaf Kr Dien
Gy
Shayed
Phir Mujhe Mohlaat he Na mil Sake
Allah Ap par apni Rehmat farmay