09-30-2014, 06:01 PM
Zil Hajj ki Ibadat aur fazeelat
Hazrat Muhammad (S.A) farmate hain keh Allah pak ne mah Zil Hajj ko bari buzurgi aur fazeelat
ka mahinah farmaya hai. Aap ne farmaya keh is mah ke 10 din buhat mutabar’rak hain aur is
ki ibadat ka buhat sawab hai aur farmaya keh 10 din mein 3 din kasrat ke sath apne rab ki
ibadat karo. Vo 3 yom tarwee yani 8 tareekh, yom arfah yani 9 tareekh, yom e nahar zil hajj
ki 10 tareekh hain. Yeh 3 din tamam dinon se ziyadah Mubarak hain aur in ki ibadat ka be
inteha sawab hai.
0300-9520262
Get solution in 24 hour |cpmputer & internet
mileys81:[SIZE="4"][SIZE="3"]....[/SIZE][/SIZE]
