10-14-2014, 06:44 PM
Mera Hussain (A.S) baagh-e-Nabowwat ka phool hai
Haidar (A.S) ki is mein jaan hai, khoon-e-Batool (S.A) hai
Kitni azeem zaat hai Maula Hussain (A.S) ki
Jis kay lye Rasool (S.A.W.W.A) kay sajdon mein tool hai
Duniya mein aur kaun hai Shabbeer (A.S) kay siwa
Aisa sawaar jis ki sawaari Rasool (S.A.W.W.A) hai
Guzra jahaan, jahaan say Nawaasa Rasool (S.A.W.W.A) ka
Ab tak wahan Khuda kay karam ka nazool hai
Jis kay liyay Yazeed nay itnay sitam kiyay
Woh takht tau Hussain (A.S) kay qadmon ki dhool hai.