01-18-2013, 09:38 PM
8.jpg (Size: 60.7 KB / Downloads: 1,291)
utha k haath mein parcham nabi ki azmat ka
mein marhaba ki sadaaein lagaye jaonga
urooj mujh ko mila naat-e-mustafa k tufail
karam se un k bulandi pe or jaonga
hai sar pe taaj mere nisbat-e-raza ka ubaid
raza k naam ka sadqa hamesha khaonga
