10-20-2012, 01:19 AM
4 cheezein RasoolAllah(s.a.w.w) Tark(chora) nahi Kertay Thay
Ashura ka Roza
Zilhajj k 9 din k Rozay
Her maheenay 3 din k Rozay
Fajer se pehlay 2 Rak'aat sunnat
Zilhajj k 10 dino mai kasrat se nafli ibadatein jese Namaz Roza Sadqa Khairat, Tilawat_e_Qur'aan, Naik a'maal waghera kerna chahye
Inn dino main Sawab ziyada ho jata hai-
Zilhajj 8 - 9 -10 ki Ratein jaag ker khususiyat k sath ibadat main guzarein aur Sachi toba karein k inn Raton main Aam BAKHSHISH hai- aur apnay liye aur apnay sab musalman bhaiyon k liye DUA karein
2nu2m1h.gif (Size: 58.68 KB / Downloads: 4,825)
