juliet.jpg (Size: 72.6 KB / Downloads: 5,303)
Hazrat ALi RZA say riwayat hai Nabi SalLalLahu Alaihe Wasallam nay humain hukum diya kay hum qurbani kay janwar ki aankh aur kaan achi tarhan dekh lain ta kay us main koi nuqs na ho aur humain mana farmaya kay hum us janwar ki qurbani na karain jis kay kaan agli taraf se ya pichli taraf Say katay hue hon ya phatay hue hon ya in main sorakh ho
