06-22-2013, 05:38 PM
Aj Rat Faisle Ki Ghari Hai
Kal Sab Ki Zindagi Moat Ka Faisla Ho Jaye Ga
Mujhe Nahi Malum K Mere Pas Kitna Waqt Reh Gaya Hai Is Liye Jane Anjane Me Mene Ap k Sath Ziyadati Ki Ya Dil Dukhaya Us K Liye M Mazrat Khawah Hun
Is Umeed Par K Ap Mujhe Muaf Kar Den
Ge Shayed Phir Mujhe Mohlat Na Mil Sake
Allah Ap Par Rehmat Kare
