10-02-2014, 02:46 AM
Ek Aas Laga Betha Hu
Ek Baar To KAABA Dekhu Me
Us Shahar Ka Dilkash Fizaao Ka
Ek Baar To Jalwa Dekhu Me
Piyasaa Hu Aab e Zam Zam Ka
Ek Baar To Pee Kar Dekhu Me
Phir Chahe Hosh Gawa Bethu
Ek Baar To KAABA Dekhu Me
Allah Hum Sab Ko Is Paak or Muqddas
Jagah Ki Ziyarat Naseeb Farmaye
AAMIN SUMMA AAMIN
