08-26-2010, 05:12 PM
[COLOR="Blue"]Sahi kaha or internationally facebook par videos upload kar k log pta nahi kiya sabit kartay hain Pakistan jaisi country par kiya effect ho ga. In zalimon nay unhain itna mara ha ki haddiyan chor chor ho gai thi. Un ko pechan k laiq hi nai chora. Ye janwar say b badtar slooq kiya uper say Behurmati ki gai un ki dead bodies k sath. Agar aaj is duniyan m ye jahaleeyat k namonay paida honay lagay to ye kal ko Pakistan ko nist-o-naboot kar dein gay. In ka ilaaj humain karna hoga. Un logon k dilon m Dil nahe Khaak thi ..... Kyun k agar pathar hota to pighal jata.....
[/COLOR]
[/COLOR]
IN PAR LANNAAT BEY SHUMAAR HO YE YAZEED KI OLAAD
