12-15-2010, 09:56 PM
agar midterm+assignments+quiz k total marks 20% se kam hon lakin final kay marks mila kay 40% se above hon to pass consider ho ga ya fail? final main lecture #1 se lecture # 45 tak paper set hota hay ya lecture #23 se lecture # 45 tak paper set hota hay?
