04-11-2011, 01:16 AM
A.o.A
I think bro yeh online earning wala kaam sub bakwas he he bcz 5 months phly mein ny Example ki company sy registration karwai thi 10000 Rs ka Pakage lia tha. 3 months Assignments bhe ki. Almost 6000 gain kia magr aun logn ny mjhy Issue nahi kia Jub phone karo To Kabhi kuch kehtay hein kabhi kuch. Mjhy to samjh nahi aa rahi k mein ny Aitne mehnat bhe ki aur mery Paisy bhe zaya gaiy aur mjhy Earning bhe nahi mili. Kya Aap ais bary mein mjhy kuch guide kar skty hein?